Love Shayari In Hindi - Hindi shayari collection 2021
Love Shayari
Taumr bas ek yahi
Sabak yaad rakhiye
Ishq aur ibadat me
Niyat saaf rakhiye
ताउम्र बस एक यही
सबक याद रखिये
इश्क़ और इबादत में
नियत साफ़ रखिये
-----------------------------------
ye chnd din ki duniya hai galib
yahan palko par bithaya jata hai
nazro se girane ke liye..
ये चंद दीन की दुनिया है ग़ालिब
यहाँ पलकों पर बिठाया जाता है
नज़रों से गिराने के लिए..
-----------------------------------
aseeb
hatho ki lakiron pe
mat ja ae galib
naseeb un ke bhi hote hai
jinke hath nahi hote
नसीब
हाथों की लकीरों पे
मत जा ऐ ग़ालिब
नसीब उन के भी होते है
जिनके हाथ नहीं होते
-----------------------------------
Gunah kar ke kahan jaoge
Galib
Ye zami ye aasmaan
Sab usi ka hai
गुनाह कर के कहाँ जाओगे
ग़ालिब
ये ज़मी ये आसमान
सब उसी का है
-----------------------------------
Mere bare me koi ray mat
Banana galib
Mera waqt bhi badlega
Teri ray bhi
मेरे बारे में कोई राय मत
बनाना गालिब
मेरा वक़्त भी बदलेगा
तेरी राय भी
-----------------------------------
Bewajah nahi rota
Ishq me koi galib
Jise khud se bad kar chaho
Wo rulata zarur hai
बेवजह नहीं रोता
इश्क़ में कोई ग़ालिब
जिसे खुद से बढ़ कर चाहो
वो रुलाते ज़रूर है
-----------------------------------
Manzil milegi bhatak kar hi sahi
Gumrah to wo hain jo
Ghar se nikle hi nahi
मंज़िल मिलेगी भटक कर ही सही
गुमराह तो वो हैं जो
घर से निकले ही नहीं
-----------------------------------
Arz-e-niyaz-e-ishq ke kabil nahi raha
Jis dil pe naaz tha mujhe
Wo dil, dil nahi raha
अर्ज़- ऐ-नियाज़- ऐ-इश्क़ के काबिल नहीं रहा
जिस दिल पे नाज़ था मुझे
वो दिल, दिल नहीं रहा
-----------------------------------
Guzar jayega ye daur bhi galib
Zara itminan to rakh
Jab khushi na thahri to
Gum ki kya aukat hai
गुजर जायेगा ये दौर भी ग़ालिब
ज़रा इत्मीनान तो रख
जब ख़ुशी ना ठहरी तो
गम की क्या औकात है
-----------------------------------
Ishq ne ghalib
Nikamma kar diya
Warna hum bhi
Aadmi the kaam ke
इश्क ने ग़ालिब
निकम्मा कर दिया
वरना हम भी
आदमी थे काम के
-----------------------------------
Rahne do mujhe in andhero
Me galib
Kambkhat roshni me Apno ke
asli chehre samne aa jate hai
रहने दो मुझे इन अंधेरों
में ग़ालिब
कमब्खत रौशनी में अपनों के
असली चेहरे सामने आ जाते है
-----------------------------------
ishrat-e-katra hai dariya me fana ho jana
dard ka had se guzar jana hai dawa ho jana
इशरत-ऐ-कतरा है दरिया में फ़ना हो जाना
दर्द का हद से गुज़र जाना है दवा हो जाना
-----------------------------------
Hum to fana ho gye
Unki aankhe dekh kar galib
Na jane wo aaina kaise
Dekhte honge
हम तो फना हो गए
उनकी आँखे देख कर ग़ालिब
न जाने वो आइना कैसे
देखते होंगे
-----------------------------------
Kisi ki kya mazal thi
Jo koi hume kharid sakta
Hum to khud hi bik gaye
Khariddar dekhakar
किसी की क्या मजाल थी
जो कोई हमें खरीद सकता
हम तो खुद ही बिक गए
खरीददार देखकर
Love Shayari | Ghalib Shayari
love shayari, love shayari in hindi, Hinglish love Shayari, Whatsapp Status, Whatsapp love quote, Love Shayari hindi me, Short hindi love shayari, Shayari by ghalib on love , shayari status
Comments
Post a Comment